ایک عالم سے پوچھیں
Azan Kay Mutaliq

Masjid K andar Azaan Dena Ajar o sawab ka kam hai or musalman is cheez say bohot muhabbat b rakhta hai k Azaan sun’nay or Azaan ka jawab day or khud Azaan day … Lekin Mauzin Jo Muqarrar Hain Wahi Azan Dain Lekin Koi Shaks Agar Azaan dena Chahta Hai Ussay Chahye Mauzin Say Ijazat Lay K Deni Chahye …